Recents in Beach

Love shayari raat bhar jaag kar unhein yaad karte hain

Raat bhar jaag kar yaad unhein karte hain...
Saath nahi hain woh pyar jinhe hum karte hain,
Jnahi hain unke bina...
Lagta hai jikar bhi hum gunah karte hain.



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----



Dil main hua tha kuch-kuch tumse milake hath...
Manga tumhe khuda se fauran uthake hath,
Ab to mere dil ka arman yahi hai...
Khushiya tumhe doon tumse gam le loon badha ke hath,
Chubhne na dun kante kabhi tumhare pairon main...
Rakh doon tumhari rahon main apne bichha ke hath,
Dekho zuda kare ya mila de hame phir se...
Har faisla mera hai ab to khuda ke hath,
‘monty’ main taumar tumse karunga pyar...
Jana na tum bhi ‘priya’ mujhse chhuda ke hath.

---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=

---"~~"~~"*"~~"~~"----

Mohabbat mujhe thi usi se sanam...
Yadaon mein uski yeh dil tadpta raha,

Maut bhi meri chahat ko rok na saki...

Kabr me bhi yeh dil dhadkta raha.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=
---"~~"~~"*"~~"~~"----
Tumhari es ada ka kya jawab dun...
Apne dost ko kya uphar dun,

Koi achcha sa phool hota to maali se mangvata...

Jo khud gulab hai usko kya gulab dun.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----
Dil ko manana agr hota aasaan...
Na karta kisi ko yun ye pareshaan,

Tanha na rahta bhari mehfel me...

Na hoti woh halat jo ho na sake bayaan.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----

Tapish suraj ki hoti hai, jalna zameen ko...
Parta hai kasoor aankhon ka hota hai,

Tarapna dil ko parta hai.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----



Hum ne socha tha ki shayad, hum he chahte hai tumko...
Par tumhe chahne wala to kafila nikla,

Dil ne kaha shikayat kar khuda se...

Par khuda bhi tera chahne wala nikla.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----

Jab jab aapse milne ki umeed nazar aayi…
Mere pau mein zanjir nazar aayi,

Gir pade aansu aankh se...

Aur har ek aansu mein aapki taswir nazar aayi.💗💗💗



---"~~"~~"*"~~"~~"----
=*=


---"~~"~~"*"~~"~~"----
                                          -----------------------                ---------------------
                                       -----------------------------        --------------------------
                                       -------------------------------   --- --------------------------
                                        -------------------------------------------------------------
                                           ---------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------
------------------------------------------------
------------------------------------------
--------------------------------------
--------------------------------
--------------------------
---------------------
-----------------
-------------
---------
-----




---

Post a Comment

0 Comments